Song : Crazy Dil Music & Lyrics : Sonu Nigam Music Programming : Sunny Subramanian Chief Sound Engineer : Pramod Chandorkar Mixing & Mastering : Aftab Khan Label : Being Indian Music
Crazy Dil Song Video
Crazy Dil Lyrics:
Aaine ke saamne main hoon sochta,
Kya hota.. jo tu hoti yahaan,
Tujhko roz saj-sanwarte main dekhta,
Sach hota.. khwaabon ka jahaan,
Khwabon ka jahaan,
Rahe tu wahaan,
Main maze mein hoon,
Na jagaa.. na na,
Crazy dil mera,
Crazy hai tera,
Main maze mein hoon,
Na jagaa.... na na (x2),
Crazy dil mera,
Crazy hai tera,
Neendon ki galiyon mein,
Yun muskuraaun main,
Jaise deewana koi,
Mehfil mein bheed mein,
Khoya rahun main jaise,
Majnu ka nana koi (x2),
Majnu ka nana,
Cupid ka nishana,
Main maze mein hoon,
Na jagaa.... na na,
Crazy dil mera,
Crazy hai tera,
Main maze mein hoon,
Na jagaa.... na na,
na na.... na na….
Apni hi baat pe khilkhilaye jo tu,
Aankhein bhar aaye meri,
Aur itni si baat pe,
Munh phulaye toh mere,
Honthon pe aaye hansi (x2),
Ban gaya hun drama,
Aadami se pajama,
Main maze mein hoon,
Na jagaa.... na na,
Crazy dil mera,
Crazy hai tera,
Main maze mein hoon,
Na jagaa.... na na,
Na na na na,
Crazy hai tera,
Main maze mein hoon,
Na jagaa.... na na....