01 02 03 lyrics written: JAG GHOOMEYA LYRICS – Sultan | Irshad Kamil | Vishal-Shekhar 04

JAG GHOOMEYA LYRICS – Sultan | Irshad Kamil | Vishal-Shekhar

Song: Jag Ghoomeya.
Movie: Sultan.
Singer: Rahat Fateh Ali Khan.
Lyrics: Irshad Kamil.
Music: Vishal-Shekhar.




JAG GHOOMEYA SONG VIDEO

Jag Ghoomeya Lyrics:
Na woh akhiyan roohani kahi,
Na woh chehra noorani kahi,
Kahi dil wali baatein bhi na,
Na woh sajri jawani kahi,

Jag ghumeya thaare jaisa na koi,
Jag ghumeya thaare jaisa na koi,



Na toh hasna rumani kahi,
Na toh rumaani kahi,
Na toh khusbu suhani kahi,
Na woh rangli adaye dekhi,
Na woh pyaari si nadani kahi,
Jaisi tu hai waisi rehna,

Jag ghoomeya thaare jaisa na koi,
Jag ghoomeya thaare jaisa na koi (x2),

Baarishon ke mausam mein,
Bheegi hariyali tu,
Sardiyon mein gaalon pe,
Jo aati hai woh laali tu,

Raaton ka sukoon....
Raaton ka sukoon bhi hai,
Subah ki azaan hai,
Chahaton ki chaadaron mein,
Maine hai sambhali tu,

Kahin agg jaisi jalti hai,
Banne barkha ka pani kahi,
Kabhi mann jaana chupke se,
Yoon hi apni chalani kahi,
Jaisi tu hai waisi rehna,

Jag ghoomeya thare jaisa na koi,
Jag ghoomeya thare jaisa na koi,



Apne naseebon mein ya,
Honsle ki baaton mein,
Sukhon aur dukhon wali,
Saari saugaton mein,

Sang tujhe rakhna hai,
Sang tujhe rakhna hai,
Tune sang rehna,
Meri duniya mein bhi,
Mere jazbaton mein,

Teri milti nishani kahi,
Jo hai sab ko dikhani kahi,
Tu toh jaanti hai marke bhi,
Mujhe aati hai nibhani kahi,
Wo hi karna hai jo hai kehna,

Jag ghoomeya thaare jaisa na koi,
Jag ghoomeya thaare jaisa na koi (x2),